Radha Dhundh Rahi
Lyrics
Radha dhundh rahi, kisi ne mera Shyaam dekha
Shyam dekha ghanshyam dekha - Radha dhundh
Radha tera Shyam hamane Panhdhat par dekha
Bansi bajaate huve, Radha tera Shyam dekha -
Radha dhundh
Radha tera Shyam hamane Gokul me dekha
Gaiya charaate huve, Radha tera Shyam dekha - Radha dhundh
Radha teram Shyam hamane Vrundaavan me dekha
Raas rachaate huve, Radha tera Shyam dekha - Radha dhundh
Radha tera Shyam hamane Mathura me dekha
Radhe Radhe japate huve, Radha tera Shyam dekha - Radha dhundh